Pakeeza Rishtay or Shaitani Amal

Pakeeza Rishtay or Shaitani Amal

Mey yeh dastaan perhney waloun ko salaam pesh kerti houn, mey ko dastaan go to nahi bus apni zindaggi ki chand talkh yadoun ko lafzoun mey dhal ker aap key saamney pesh kerney ki jisarat ker rahi houn, yeh bhi ho sakta hey dastaan likhney key doraan mera qalam behek jaaye aur mey jazbaat key dhaarey mey behti kahin sey kahin nikal jaoun ,who mey pehley hi keh chukki key mey koi dastaango nahi to meri ghaltiyaan maaf fermaye ga..mey koshish karoun gi key waqiyaat ko jis tarah who pesh aaye unhey aik rabt mey aap key saamney rakh sakoun aur waqiyaat key tasulsul mey koi rukawat na aaye.. aur mukhtasir tareen tehreer mey pori dastaan keh sakoun, koshish karoun gi key waqiyaat ko bhut ziyaada pehlaou na leney doun key aap ko un ko samtney mey mushkil ho, mera naam Shumaila hey mey Lahore ki rehney waali aik aam si punjaban houn, Aam si punjaban mey ney is liye kaha key bus aik normal si lerki houn, lekin who kehtey hain na key jawaani jab gadhi per bhi aati hey to who bhi haseen ho jaati hey, to jawaani ka hussun to zahir hey tha hi werna shakal-o-sorat bus wajbi si thi, haan rung gora tha nain naqsh bus sahi they ,haan jissam khoob kassa hua tha aur naye fashion key kaprey pehen ker khoob tang aur kassi hoi braziers ki wajah sey apna figure mey ney aisa purkashish ker liya tha key aik dafa dekhney waala palat ker aik dafa zaror apni bhooki nazroun sey merey jissam key zawye parkhta tha, aur mey khoob samjhti thi in bhooki nazroun ko, lekin sach bataoun to yeh bhooki nazrain kisi kanwaari lerki mey aik ehsaas-e-ghrour peda ker deti hain, mardoun ki in bhooki nazroun mey chuppa hua un ka nanga khuwaab aik lamhey mey saamney aa jaata hey key is waqt apni dimaaghi kefiyat mey yeh mard aurat ko kis tarah sey dekh raha hey kis tarah mehsous ker raha hey, kis tarah chatiyaan tak raha hey, un ki golaiyaan naap raha hey kis tarah hiltey hoye kolhoun ki thertrahat per us ka dil thirak raha hey, yeh her aurat bhut achi tarah jaanti hey, khair to baat ho rahi thi merey rung roop ki to meri umer thi un dinoun 20 saal, yaani jawaani ki baharain apni joban per aa gayen thin, jissam behki behki angraiyaan leney laga tha, kisi ki mazbout banhoun mey kasmasaney ka man kerney laga tha, ankhoun mey khumaar key gulaabi dorey terney lagey they, yaani ang ang ab aik saathi ko pukarney laga tha, mera roop jaisa mey ney bataya, qudrat ney to niswaani hussun sey acha khaasa nawwaz diyya tha, khobsorat jissam haseen aur nazuk niswaani hissey, jiss ki aik mard ko khuwaish hua kerti hey, lekin mey her baar israar ker rahihoun key mey ney apni aap ko kabhi bhut haseen nahi jaana, kion key hussun ka nadir paiker merey saamney tha, aur who thi meri saggi behen Sumreen, jo abhi abhi apni college life guzaar ker university mey aai thi ,aur meri university lifa ab iktitaam per thi, us ka hussun pagal ker deney waala tha, Sumreen 18 saal ki aik khilti kalli thi ,jiss ki mehek us key khilney sey pehley hi hazaaroun bhanwroun ko us ki janib khench rahi thi, gora gulaabi rung, khoob kassa hua gorra gulaabi jissam, kion key who meri behen thi to us ka berhanna jissam mey ney kai baar dekh rakha tha, to mey jaanti thi key meri behen key kaproun key peechey kiya qayamat chuppi thi, who behud bold aur advance thi, room mey who bilajhijhak merey saamney kaprey utaar diya kerti thi, khaas tour per college ki wapsi per, aur underwear aur brazier mey AC ki thandi hawa mey late ker passnea khushk kiya kerti, mey us ki chikney aur gorey jissam ko dekh ker socha kerti key kon khushnaseeb is jissam per apna pehla haq jataye ga, bus aap is ko us bachpanna keh lain ya kuch aur, lekin behud khobsoarat aur haseen jissam ki malik thi, hum dono behnain hi apney waldain ki kul aulaad hain, humaara koi bhai bhi nahi, walid sahab aik bank mey achey uhdey per hain, ghar mey buss mummy hoti hain, hum dono behnain aik hi kamrey mey mushterka tour per soti hain, acha khaasa bara gher hey lekin Sumreen bachpan sey hi merey saath soti aai hey, khair to Sumreen na sirf aik intihai haseen jissam ki malik hey bulkey us ka chehra bhi houroun ki tarah dilkash hey, chehrey per uterti masomiyat us ka behud hasen bana deti hey, phir us ki khobsorat muskurahat jo diloun ka chain cheen ley, khair to who aak bhi yaani 18 saal ki honey key bawajoud merey saamney kaprey change ker liya kerti hey, aur mey jab us key chikney aur korey jissam ko dekhti to us key aur apney jissam ka muwazna kerti, bus phir merey dil mey ehsaas-e-kamteri peda hoti, mera jissam jaisey mey ney kaha key khobsorti key her mayar per pora uterta tha, lekin sumreen key muqabley mey kuch na tha, khair mey ab yeh mozou thoa mukhtasir kerti houn,

Hum dono behnoun ki mohabbat misaali thi, hum hamesha sey hi dost hain, dostoun ki tarah rahin, mey ney ussey sambhal ker chalna sikhaaya, lekin jaisey mey ney bataya key who behud bold thi, ussey lerkoun ko khob bewaqof banana passand tha, khair merey bhi kaafi affairs rahey lekin hum dono behnain hi aik dosrey ki raazdaar thin, hum kabhi aik hud sey aagey nahi berhey, hum ney apna kanwaar pan sambhaal rakha, kion key is baarey mey hum dono ka hi yeh khayal tha key humaari korri jawaniyoun per humaarey honey waaley shoharoun ka hi sab sey pehla haq hey, hum dono hi ki kaafi friends thin jin ki shadiyaan ho chukki thin ya honey waalin thin, kabhi ratoun mey apni married friends sey sunney waaley chatpattey qissey hum dono behnain aik dosrey ko khob mirch masalha laga ker sunaaya kerti thin, humaari kai aik friends jin ki shaadi key baad bhi affairs chal rahey they hum dono ko hi heart zada kertey they, jin key husbands mulk sey baher they un mey to 90% tah yehi tha key unhoun ney koi na koi aisa ashiq paal rakha tha jo un key shoher ki kammi ko pora kerta tha, khair yeh to bhut ziyaada detail sunaani per jayengi, yeh to aam mahoul hey humaarey haan ka, aap logoun ney bhi aisey kai qissey dekh rakhey hongey sun rakhey hongey ya shayyad aisey hi kisi qissey ka koi kirdaar hongey, to yahan in haseen qissoun ko sunaaney ka koi fayeda nahi,munasib ho ga mey apni dastaan sirf un waqiyaat key dermiyaan rakhoun jin key main kirdaar mey aur meri behen sumreen hey, to yeh sab kuch arsey aisa hi chalta raha, jab humaar pursukoon jheel jaisi zindggi mey pehla pather girra..
Yeh pather tha Saleem, Saleem aik behud ameer raiszaada tha, jaddi pushti ameer Punjab key barey zameendaroun mey sey aik, theek hey merey walid sahab bhi aik achi position mey they ,khudda ka diyya sab kuch tha lekin phir bhi humaari aur Saleem ki position mey zamen aasmaan ka farq tha, Us ka Rishta aaya tha Humaari Sumreen key liye, Hum sab hi dumbakhud they, Khaandaan bher key logoun ka aana jaana laga hua tha, sab ser jour ker bethey they, mashwarey kiye jaa rahey they, Zahir hey aik bhut bara faisla lena tha, khandaan key sab barrey ikhatta hotey, merey waldain sab sey ziyaada pareshaan they, aik taraf to beti ka taabnaak mustaqbil key Raani ban ker Raaj karey gi , to dosri taraf Zameendaroun sey jurrey khofnaak qissey un ka dil dehla rahey they, abhi issi kasmaksh mey they key aik din Saleem apney khaandaan key kuch logoun key saath merey papa sey milney khud aan pohncha, who kiya aaya aisa lagta tha jaisey humaarey ilaaqey mey kisi raja ka qafla uter aaya hey, Aik sey berh ker Aik nai Chamchamaati gaariyaan, jin ki aik taweel qataar lag gai humaarey gher key baher mey aur Sumreen oppri manzil ki aik window sey nichey jagmagaati gariyoun ko dekh rahey they, humaaarey pass bhi aik gaari thi yaani humaarey papa key pass kuch saal poraney model ki Honda Accord, lekin neechey kharri gaariyoun key muqabley mey humaari gaari aik bailgaari sey ziyaada kuch na thi, Sumreen ki ankhoun mey us roz mey ney khuwaab utertey dekh liye they, Daoulat aur who bhi bepanah doulat ki chamak damak us ko mutasir ker gai thi, Aur doulat key saath taqat bhi ho aur itidaar bhi to kiya hi kehney, Aur Saleem key pass Sumreen ko deney key liye yeh sab kuch tha, Who akela hi aik baari jaydaad ka malik kai industries ka malik, mulk sey baher kai karoobar, aur siyaasi tour per bhi aik muqaam rakhney waala shaks, lekin bus aik kammi thi,
Aur who kammi thi key Saleem ki umer ager bhut kam bhi lagai jaaye to 45 sey kisi tour kam na thi, Aur chalain ager hum Ummer ko nazer andaaz bhi ker dain to dosri taraf Sumreen ager hazaar haseenaoun ki aik haseena thi to Saleem badsorti ka chalta phirta namona tha, Ganja ser, Siyaah rung, Chehrey per yeh barri barri monchain aur un sey jhaanktey peeley peeley daant, Sojji hoi ankhain aur chehrey per wohi Doulat key nashey mey dobey hoye logoun ka makhsous ghrour aur takbur, Who aur us key rishtey daar kaafi dair humaarey gher bethey aur akhir kaar unhoun ney mummy papa ko apni batoun sey qayeel ker hi liyya, papa bhi kaafi had tak mutmaeen they, lekin unhoun ney Sumreen ki merzi key mutabiq apna akhri faisla mehfouz rakha key akhri faisla to meri beti hi karey gi aap sochney key liye kuch waqt dain, mey bhut ziyaada tafseel mey jaaney key bajaye thora muktaisr kerti houn, Ussi raat hum dono behnoun aur mummy papa key dermiyaan aik meeting hoi, mummy papa ney her cheez apney saarey khadshey saamney rakhey, lekin ab sumreen ka melaan kaafi hud tak saleem ki taraf ho chukka tha, aur yeh mey jaanti thi key is mey bhut had tak saleem ki daoulat ka amal dakhal tha, akhir ussi subah tak hum akhri faisley per pohnch chukkey they, aur yeh faisla Saleem key haq mey tha.
Qissa mukhtair sirf 6 maah baad Sumreen jaisi haseen lerki Saleem jaisi Langour ki dulhan ban chukki thi, Shaadi kiya thi ,us jaisi shaan ki shadiyaan ehliyaan-e-lahore ney bhut kam dekhi hongi, bhut shaandaar baraat thi, sheher key tamaam hi hotels booked they, khair bhut ziyaada dhoom dhaam sey Sumreen, Sumreen Saleem ban ker piyya key gher ki hoin, humaaarey saaarey khadshaat bebuniyaad sabit hoye, Sumreen waqai raaj ker rahi thi, aik behud alisshaan banglla ussey Lahore mey saleem ney dilla diyya tha, key jab who Lahore aana chahey to wahan rahey, aur wahan apni jageer per bhi aik bhut barri haveli sumreen key naam per thi, aik behud shaandaar car, aur shopping key liye dhair saarey paisey ,yehi sab to aik aurat ka khuwaab hua kerta hey, Saleem ziyaada ter mulk sey baher hota, us ka karobaar is qader phela hua tha, kabhi mulk sey baher to kabhi siyaasi maamloun ki wajah sey Islamabad mey, Lekin Sumreen ki khoob mazey mey guzer rahi thi,

Us ki shaadi ko aik saal bhi na guzerney paaya tha key merey liye bhi aik rishtaa aa gaya, yeh mera university fellow reh chukka tha, Amir naam tha us ka, aur university key zamaney mey dhair saari lerkiyaan us ki dewaani rahin thin, mey mubalghey sey kaam na bhi loun to bhi yehi kehney per majbour houn key Amir merdaana hussun ka behtreen namonna tha, gorra aur kushaada chehra, roshan aankhain jin mey zahanat chamti thi, chorra seena, werzishi jissam, aur aala taleem yaafta aur behtreen job, who aik mulk ki aik barri chemical company mey marketing manager tha, us ko mujh mey na jaaney kiya nazer aaya, khair yeh to khudda jaaney…kion key jorrey to kahin opper bantey hain, meri aur amir ki shaadi Sumreen ki shaadi key theek aik saal 3 maah baad ho gai, is doraan Sumreen maa na ban saki thi aur na hi koi umeed peda hoi thi..

Meri Aur amir ki suhaag raat bhut shaandaar guzri, Mera jissam kora tha, who ussey paa ker khussh ho gaya, raat bher who meri jawaani ki mehek mey madhosh raha, aur subah honey tak who mera ghulaam ho chukka tha, yeh merey kanwaarpan ki taazgi thi jis ney ussey mera dewwana bana diyya, tha, meri choot ki pehli shabnam uss ney apney laboun sey chossi, aur uss key korey honey ka sabot meri dard sey bharri chkhain aur mera larzta badan tha, subah mujhe halka halka bukhaar tha, jo shayyad raat bher sulagtey jazboun ki aanch thi ya raat honey waaley methey dard ka rad-e-amal, bherhaal barri haseen subbah thi who, Amir bherpor mard tha, who na sirf dikhney mey khobsorat aur wajeeh tha bulkey aik aurat ki khuwaishoun ko pora kerney ka huner bhi ussey khoob aata tha, porri raat who mujhey tarah tarah tersaata raha, meri Aatish ko taiz kerta raha, jazboun ko dheemi aanch per sulgaata raha, aur jab mey bersi to kiyya khoob bersi, us key liye aur merey liye humaari suhaagraat yaadgaar ban ker reh gai, shaadi key aik haftey baad hum pahaari ilaaqoun mey honey monn key liye nikal gaye, her raat hum ney jee bher ker jawaani ki hasratain nikalney mey baser ki, aik mahina pata hi na challa, na duniyya ki khabber na deen ka pata, bus mey thi aur amir they, aik mahiney baad hum behud haseen yadain liye wapis Lahore aa gaye, aur phir zindaggi apni routine per chal parri, Amir subah office jaatey mey gher key kaam mey lag jaati, gher mey merey aur amir key siwa sirf un ki borhi dadi thin Aur amir ki aik behen jo taqreban 19 saal ki haseen lerki thi, dono behen bhai hi haseen they, Amir ka iraada tha key Laiba apni taleem khattam ker ley to us ki shaadi foran hi ker dain gey, ab bhabhi honey ki wajah sey yeh meri bhi zimedaari thi key mey apni nand key haath peeley kerney ka sochoun lekin abhi who perh rahi thi, meri us sey khoob achi banti thi,, un key maa baap ka intiqaal ho chukka tha aur yeh ziyaada poraani baat bhi nahi thi, khair un ki dadi ka mey pora khayal rakhti who chalney phirney tak sey majbour thin, do nokraniyaan thin jo un ki dekhbhaal kertin ,lekin shaam sey saari zimedaari mujh per aa jaati, mey khud un ki dekh bhaal kerti….Laiba apni dekh bhaal khud kerti waisey achi seedhi saadhi lerki thi.. apni perhai mey ziyaada waqt guzaarti mey bhi gher key kaam kaaj mey laggi hoti to farigh waqt hum dono ko raat key khaaney key time hi milla kerta hum dono chat per thora tehel liya kertin aur kuch hansi mazaaq ho jaata….
Khair zindaggi yunhi chalti rahi,meri shaadi ko bhi aik saal guzer gaya, mey Amir key piyaarey sey betey ki maa ban chukki thi, lekin Sumreen key haan na jaaney kion ab tak koi phool nahi khilla tha, is doraan humaari kai mulaqatain hoin lekin kabhi is topic per baat kerney ka waqt nahi milla, kabhi koi masrofiyat to kabhi koi.
Phir aik din Sumreen kuch din key liye merey pass rehney aai, Who ab tak waisi hi hi, wohi khilla khilla komal chehra, jawaani ki baharain us per waisey hi tout ker baras rahin thin, aur phir doulat ki farawaani ney us hussun mey chaar chaand laga diyye they, hum dono ney bhut si batain kin, Amir us din dosrey room mey so gaye they, Mey aur sumreen aur mera chota beta jo abhi aik saal ka bhi nahi hua tha hum teenoun aik room mey they, Sumreen sey mey ney kuredda key who khush to hey, aur ab tak bacha kion nahi hua, to who udaas ho gai key Saleem mey waisey to koi kammi nahi who mera khayal bhi rakhtey hain koi kammi kabhi nahi honey di, lekin na jaaney kion who mujhey aik bacha deney sey qasir hain, mujhey to der hey key itni barri jayedaad hey ,karobaar hey aur mey unhey abtak koi waris nahi dey sakki to kahin who khandaan waloun key dabao mey aa ker meri sotan hi na ley aayen, waisey ab tak koi aisi baat humaarey dermiyaan hoi to nahi, lekin ho bhi sakti hey, waisey mey to jab bhi who hotey hain pori koshsih kerti houn key bachey ki koi umeed peda ho sakey lekin na jaaney kiya baat hey….
Us ki yeh baat sun ker mujhey bhi bhut dukh hua key meri behen kitni dukhhi hey.. sab kuch hey us key pass bus aik bacha na honey ki wajah sey kitni kammi hey us ki zindaggi mey…
Khair do din ruk ker Sumreen challi gai… Lekin phir aik ajeeb baat hoi key Sumreen her haftey do haftey baad aaney lag gai… kahan who mahinoun shakal nahi dikhaati thi aur kahan her do haftey baad… Aur phir mey houn to aik aurat hi.. Phir Amir ka Sumreen ki taraf bertha hua iltifaat bhi meri nazroun sey chuppa na reh saka.. dono saaoli behnoi ghantoun batain kertey rehtey… meri mojoudgi ka khayal tak na hota unhey… Sumreen bhi khoob jejaji jejaji kerti Amir sey batain kerti aur Amir bhi khoob hans hans ker jawaab diya kertey… Mujhey Sumreen key hussun balakhaiz ka achi tarah andaaza tha.. khaair yeh sab yunhi chalta raha aur mey apney dil mey andeshey dabaye yeh sab dekhti rahi… Aur akhir aik din merey badtareen andeshey haqeqat ka roop dhaarey merey saamney aa kharey hoye….
Bhut si dosri raatoun ki tarah us raat bhi Sumreen humaarey gher rukney aai hoi thi, Saleem Mulk sey baher tha, kaafi raat tak hum dono behnain TV per programs dekhti rahin phir mera munna tang ker raha tha to mey oppper bedroom mey aa gai, Amir kaafi dair pehley hi soney jaa chukkey they, jab bhi sumreen rukney aati thi to who neechey waley bedroom mey sojaya kertey they, neechey do bedrooms they aik mey Dadi soti thin, dosra kabhi koi mehmaan aa jaye to us key liye rehta tha, opper teen bedroom they jin mey aik mey Laiba aur dosra mera aur amir ka tha, mey munney ko ley ker opper aa gai, Sumreen ney kaha tum leto mey apney aur tumhaarey liye Doodh garam ker key laati houn, mera hamesha sey mamool tha key raat ko neem garam doddh pee ker hi neend aati thi, kuch dair baad Sumreen opper aai aur merey liye garam doodh table per rakha khud us key haath mey Cofee ka cup tha, mey ney kaha Sumreen itni raat ko coffee, soney ka iraada nahi to kehney laggi key abhi kuch dair TV dekhoun gi phir neend aaye gi to soney aoungi, yeh keh ker who nechey chali gai, mey us ko jaata dekhti rahi, who behud haseen aurat thi, kisi bhi mard ka chain aur sukoon lotney ki silahayat us mey thi, kahin Amir is key chakker mey na per gaye houn, yeh soney kion nahi aati, kahin mujhey sulla ker…. Nahi aisa nahi ho sakta abhi kuch dair baad mey dekhoun gi neechey jaa ker, waisey mujhey apney amir per pora bharosa tha, who meri mohabbat key aseer they, mey ney unhey her who khushi di thi jo aik shoher apni bivi sey chahta hey, khair bus yehi khayal they merey zehen mey key achanak munney key chaltey hoye paoun doodh key glaas per parey aur pora glass side table sey neechey carpet per jaa girra… shukker hey doddh ziyaada garam na tha aur who neechey girra, mey ney jaldi sey uth ker carpet ko geeley kaprey sey saaf kiya aur bath room mey kapra daal diyya, glaas utha ker table per rakh diyya, kuch dair baad hi munna neend mey honey lagga aur ussey sulaatey sulaatey na jaaney kab mey khud neend ki aghosh mey chali gai..
Raat qareeban 3 bajey ka waqt ho ga… meri aankh na jaaney kion khul gai… kuch dair khaali dimaagh key saath sochti rahi key jaag kion gai.. meri nazer apney baraber mey parrii.. socha Amir bed per kion nahi.. achanak roshni ka jhamaka hua key arey Sumreen aai hoi hey rehney to who ab tak kiya TV dekh rahi hey..soney kion nahi aai..
Mey Bed sey uttri Munna bekhabber so raha tha.. bedroom sey baher aai bed room key baher aik coridore sa tha aur railing thi jis sey neechey TV haal nazer aata tha… TV band tha aur Sumreen bhi nazer nahi aa rahi thi.. to yeh kahan gai…Aur achank hi meri dil mey kasak si uthi..jaisey mey jaan gai key who is waqt kahan ho gi… DaDi aur laiba so rahi thin… ager jaag bhi jaatin to dadi to room sey baher nahi aa sakti thin.. Laiba ager jaag bhi jaati to sumreen merey room mey ho gi yehi sochti… Mujhey yaqenan doodh mey kuch milla diyya gaya ho ga… kion key Dadi kaafi strong pills khaati hain neend ki who to itefaaq sey mey doodh piye baghair hi so gai.. lekin Sumreen yeh baat nahi jaanti thi.. us key nazdeek mey bhi doodh pee ker besudh thi aur subah sey pehley uthney waali nahi thi….yaani medaan saaf tha…

#Pakeeza #Rishtay #Shaitani #Amal

Pakeeza Rishtay or Shaitani Amal